
Mujhe bada maza aata hai jab koi darta hai, pata chalta hai usse apni zindagi ki parwah hai.

In Logo ko maine, First class ki ticket di,15-15 hazar dollars diye,red label, black label sab pilayi, wishky vodka wine, ye dekho laal pile hoke pade hai, In goro ne mujhe china ka maal chipka diya… Koi umeed var nahi aati, koi soorat nazar nahi aati, maut toh ek din moiyyan hai, neend raat bhar kyun nahi aati , pehle aati thi haal-e-dil pe hasi, ab kisi baat pe nahi aati… Paida to main bhi shareef hua tha par sharafat se apni kabhi nahi bani… Koi puchega tere bete me kuch achi baat thi tu bolegi na? Bolna… Kickġ5 min tak saans rok sakta hoon main, kuch nahi hota mujhe. Murder kiya hai maine murder, agar phir se ispar hath uthaya na to finish kar dunga, Good Night. Pagal ho gaya hai tu, Ilaj karwa le apna. Nawazuddin : ssss please nahi,ssss please nahi… Hello Bhabhi ji, Main layak, harman ka dost 15 saal se south africa me tha just abhi aaya hu, how are you?Īajkal na main tujhse bohot baat karta hu,tera wo dialogue bolta hu. Pura ka pura wasseypur band karwao inki maa ka…. Yeh dhande mein do cheezo pe kabhi bharosa nahi karna chahiye, ek toh khud se pehda hone waale khauf pe, aur doosra kisi ke saath pe…Įk hi jaan hai ya to allah lega ya mohalla.īaap ka, dada ka, Bhai ka, Sabka badla lega re tera faijal. Tumko yaad kar karke haath dukh gaya hamara… Ye Prem hai, pehle apni joru se tha abhi pahad se hai. Ye bhitar ka ghav hai, jab tak ye tootega nahi bharega nahi. Manjhi : Pahad Tode se bhi mushkil hai ka? Reporter : Akhbar nikalna asaan kaam hai kya? Manjhi : Toh Apna Akhbar kaahe nahi nikal dete?

Tohar ko itna chahte hai, itna chahte hai, itna chahte hai, itna chahte hai, itna chahte hai, kitna chahte hai ka batayen, seena cheer ke dikhayen Bajrangbali jaisa?īahut bada hai na tu, Badi akad hai na tora me,ab dekh kaise ukhadte hai teri akkad.īahut E hi lamba dangal chalega re tohar humar, Tayar hai? Jab Tak Todenge Nahi, Tab tak Chodenge nahi.īhagwan ke bharose mat baithye … kya pata bhagwan humre bharose baitha ho…
